Saturday, 20 April 2013

Baam-E-Urooj Per Bhi Kabhi Aun Ga Zaroor
Humdum Mera Zawal Faqat Chaar Din Ka Hai!

Saturday, 13 April 2013

Thursday, 11 April 2013

Two Lined Romantic Urdu Poetry

Yun Aankhoun Se Ishq Bayaan Karna Uska!
Jesay Kahein Bohat Shor Hai Per Awaz Nahi!

2 Lined Urdu Poetry

Kyun Maqbaroun Pe Charhata Hai Zar Ki Chaaderein??
De Zindagi Ke Nangay Badan Ko Ghilaaf Tu!!

Urdu Poetry

Tujhay Jo Maloom Hotay Wafa Kay 
Rasm-o-Riwaj Saarey!
Mohabbatoun Mein Hamara Qissa 
Misaal Hota, Kamal Hota!

Two Lined Urdu Poetry

Maan Jao Tumhein Bhi Koi Acha Lagta Tha
Mein Ny Aksar Tumhein Udaas Dekha Hai! 

Friday, 5 April 2013


Gulshan parast hoon mujhy gul hi nahi aziz

Kaanto’n se bhi nibah kiye ja raha hoon mein

Monday, 1 April 2013