Saturday 25 May 2013


Saans lenay ko samajhtey hein hayat aye shayar..
Log waqif to hon jeenay ki ada sey pehlay

Wednesday 8 May 2013

Two-Lined Urdu Poetry

Tanhai ki raat,
Tumhari yaad,
Meri khirki ka chand
Aur karwatein badlta main!

Na raat kattay,
Na chand dhalay,
Na tum aao
Na neend aaye!

2 lined Urdu Poetry


Mauhabbatoun main yehi khauf kiyun musallat hain??
Mere siwa bhi kisi say usay mauhabbat hai!!!